Social Media Marketing Kya Hota Hai?
Social media marketing jise short form me SMM kehte hai, ko online marketing, digital marketing ke name se bhi jaana jaata hai. Ye SEO ka hissa hai . Social media marketing ek esi service ho jo products, services, information ki jankari social media platform ke jariye se hamare(user, customer, visitors) tak pahuchya jaata hai.
Ham ek live example se aur janne ki kosis krte hai . todhi si time ke liye ham maan lete hai ki ham ek online business (e-commrese site) chelate hai aur hame apna produc, services, information. Ko customer ko sell karna hai. to aaap sochenge ki mai apna prodeuct ka rewive kaaha daalu ya advirtise kru. to mera manna hai ki aapke pass ek best option yahi hai ki ap apne products ko social media me marketing kre. our waha se bahut hi badi tadad me customers paa sakte hai.
Social media ka main uddesya yahi hota hai ki customer/users ke dhyan ko apne aur akarshit krna unhe apne or khichdi . ye to ho gya ek Online business ki baat . lekin social media marketing ka use khas kar Bloggers bhi jyada-se-jyada krte hai isse unhe apne blog me trafiic plus revenue me incresment hota hai.
Social media marketing ko kyo use kre aur iski kya importance hai?
Agar ham social media marketing ke importance ke bare me baat kare to aap to jante hi honge ki aaj kal social site me log kitna under tak guss/jud chuke hai . jaha tak meri knowledge me hai india me lagbhag 65% log internet se jud chuke hai . har ek internet user apna jyada time social media ki sites me spend krte hai. isi karan social media ek bahut hi online active rahne wala site ban chukka hai. issse hame yani online business karene wale ko bahut hi jyada befit ho rha hai . kyoki jyada tar online business wale social media ke upar hu depend rahte hai . unhe apne product ko sell/buy k eke liye social media se bahut hi jyada matra me traffic mil jaata hai.Aur social media me koi jyada money invest bhi nhi krna padta hai bas toda chahiye hota hai time.
Aap ko pata hi hoga jab internet ka daur nhi tha tab apne business ko sucses krne ke liye business man apne product ke poster, news advertive tamplete wagerah ko apnate the link jab se hi social media aur hamre internet se judne se ye sab dhire-dhire khatamho rahe hai. Aur sabhi kaam ab online marketing ke dwara ho raha hai.
Social media marketing karne ke liye best sites list
Waise to aapko google me bahut se social media ke site mil jayenge. Lekin maise jin social sites ko use kya hai uspar kaam kya hai me un site ko listed kar raha hu. jo muhe best lagte hai aur me jaha par pane blog post share krta hu.